Jo Bhi Kasmein--RAAZ

movie:RAAZ

d g a# a g a g g g g
Jo bhi kasmein khaayi thi humne

d g a# a g a g g g d#
Waada kiya tha jo milke

g a g g a g g a g g a g f d# f d#
Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera

a# a a g g g
Kya tumhe yaad hai


Din voh bade haseen the
Raatein bhi khushnaseeb thi
Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
Kya tumhe yaad hai - 3
Jaage jaage rehte the, khoye khoye rehte the
Karte the pyaar ki baatein
Kabhi tanhaai mein, kabhi purvaai mein
Hoti thi roz mulaaqaatein
Teri in baahon mein, teri panaahon mein
Maine har lamha guzaara
Tere is chehre ko, chaand sunehre ko
Maine to jigar mein utaara
Kitne tere kareeb tha
Main to tera naseeb tha
Honton pe rehta tha har waqt bas naam tera
Kya tumhe yaad hai

--FEMALE--

Haan mujhe yaad hai - 2
Aa aa aa aa, aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa, aa aa aa
Din ke ujaalon mein, khwaabon khayaalon mein
Maine tujhe pal pal dekha
Meri zindagaani tu, meri kahaani tu
Tu hai mere haathon ki rekha
Maine tujhe chaaha to, apna banaaya to
Tune mujhe dil mein basaaya
Pyaar ke rangon se, baheki umangon se
Tune mera sapna sajaaya
Tere labon ko choomke
Baahon mein teri jhoomke
Maine basaaya tha aankhon mein tere basera
Kya tumhe yaad hai

1 comment:

  1. jo bhi main songs keyboard notes i want it. thank you.

    ReplyDelete