Ek ladki ko dekha to

Ek ladki ko dekha to From 1947 A Love Story

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga
C+ C+D+C+C+B B B C+ D+B B C+ D+B B C+D+ C+BC+

Ek ladki ko dekha to aisa laga
C+D+C+C+B B B C+ D+B B C+ D+B B C+D+ C+BC+ C+ C+B

Jaise khilta gulaab jaise shayar ka khwab
C+ C+B B C+BAG B A A B C+ BC+B AG B A A

Jaise ujali kiran jaise ban mein hiran
B C+ BC+BAG B A A A A F A G G

Jaise chandani raat jaise narmi ki baat
G G E F A G G G A A F AC+ AC+ G G

Jaise mandir mein ho ek jalta diya
G G G BC+ E D D D D G BC+ E+D+D+ C+

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga
C+ C+D+C+C+B B B C+ D+B B C+ D+B B C+D+ C+BC+


Paragraph 2: (notes similar to Paragraph 1)

-------------------------------------------
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise subah ka roop jaise sardi ki dhoop
Jaise veena ki taar jaise rangon ki jaan
Jaise balkhayen bel jaise lahron ka khel
Jaise khushboo liye aaye thandi hava
Ho ek ladki ko dekha to aisa laga


Paragraph 3: (notes similar to Paragraph 1)

-------------------------------------------
Eek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise naachta mor jaise resham ki dor
Jaise pariyon ka raag jaise chandan ki aag
Jaise solah shringar jaise ras ki puhar
Jaise aahista aahista badtha nasha
Ho ek ladki ko dekha to aisa laga

No comments:

Post a Comment