Do Dil Dil Rahe Hain

Do Dil Dil Rahe Hain From Pardes

Do dil mil rahe hain
C C#D# F F#F D# F

Magar chupke chupke
C C D# F F#F D# D D#

Do dil mil rahe hain
C C#D# F F#F D# F

Magar chupke chupke
C C D# F F#F D# D D#

Sabko ho rahi hai
G#G#G F D#F F#F

Magar chupke chupke
C C D# F F#F D# D D#

Paragraph 1:
------------

Sanson mein badi bekarari
G#A# C+ A# G#G D#F A#

Aankhoon mein kahi rat jage
G#A# C+ A# G#G F G#

Kanbhi kanhi lag jaye dil to
G#A# C+ A# G#G D# F A#

Kanhi phir dil na lage
G#A# C+ A# G#G F G#

Apna dil main zara tham lu
F#F F# F FF# G#F# F

Jaadu ka main ise naam doo
F#F F# F FF# G#F# F D#C#C

Jaadu kar raha hai asar chupke chupke
C C#D# F F#F D#F C D# F F#F D#DD#

Paragraph 2:(notes similar to Paragraph 1)
------------------------------------------


Aise bhole bankar hai baithe
Jaise koi baat nahi
Sab kuch nazar aa raha hai
Din hai yeh raat nahi
Kya hai kuch bhi nahi hai agar
Honto pe hai khamoshi magar
Baatein kar rahi hai baatein kar rahi hai
Nazar chupke chupke
Do dil mil rahe hai magar chupke chupke

Paragraph 3:(notes similar to Paragraph 1)
------------------------------------------


Kahin aag lagne se pehle
Uthtaa hai aisa dhuaan
Jaisa hai idhar ka nazaara oh
Vaisa hi udhar ka samaa
Dil mein kaisi kasak si jagi
Dono jaanib barabar lagi
Dekho to idhar se dekho to idhar se
Udhar chupke chupke
Do dil mil rahe hai magar chupke chupke
Sab ko ho rahi hai haan sab ko ho rahi hai
Khabar chupke chupke ho
Do dil mil rahe hai magar chupke chupke

1 comment: