Baazigar o baazigar

Baazigar o baazigar From Baazigar

O mera dil tha akela tune khel aisa khela
C+ A#D+ C+ A# G#C+ A#G# P A# G#G F#G# G F#

Teri yaad mein jaagun raat bar
D#G D# C# D#C#C CC C#C# D#D#EE F#

Baazigar o baazigar
C E G A# G# G G#GF#

Baazigar o baazigar
C E G A# G# G G#GF#

Stanza 1:
------------


Chupke se aankhon ke raste
C+ C+ A# G#G F# G G

Tu mere dil mein samaya
C E G A# G#G A# G#

Chahat ka jaadu jagake
G#G# G F#D#C D# C#

Mujhko deewana banaya
C#D#F# G F# D# C C

Pehli nazar mein bani hai
C+ C+ C+ C+ C#+C+ D#+D#+ C#+C+ A#

Tu meri sapnon ki raani
A# A#A# G D#+ C#+ C+ C+

Yaad rakhegi yeh duniya
C+ C+ C+ C+ C#+C+ D#+D#+ C#+C+ A#

Apni vafa ki kahani
A#A# A#G D#+ C#+C+ C+

O mera chain churake meri ninden udaake
C+ A#D+ C+ A# G#C+ A#G# G A#G# G F#G# G F#

kho na jaana kisi mod par
D#G D#C# D#C#C CC C#C# D#D#EE F#

Baazigar o baazigar
C E G A# G# G G#GF#

Stanza 2: (notes similar to Stanza 1)
-------------------------------------------


Dhak dhak dadaktha hai yeh dil
Bolo na kya kah raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujhko galat na samajna
Main hi hoon badal aawara
Dil ki divaaron pe main ne
Naam likha hai tumhara
O tere pyaar pe qurbaan mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar

No comments:

Post a Comment